Collection New and Old Hindi Songs Lyrics from Bollywood Movies, New and Old Bengali Songs Lyrics from Bengali Movies, Hindi Songs Lyrics in Hindi Font, Bangla Songs Lyrics in Bangla Font. www.songslyricworld.com

Rumaani Sa Song Lyrics and Videos Bewakoofiyaan || Ayushman Khurana & Sonam Kapoor


Bewakoofiyaan - Rumaani Sa Hindi Lyrics Sung By Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan

Video of the song from Youtube :
Song Title: Rumaani Sa
Movie: Bewakoofiyaan
Singer: Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan
Music: Raghu Dixit
Lyrics: Anvita Dutt
Cast: Ayushman Khurana & Sonam Kapoor

Rumaani Sa

Aaha aaha...

Kuch toh thi akal dil mein
Hoke bedakhal dil ne..
Shekhi maar ke humse
Sab kuch haar ke phir se

Khawabon ki khurchan se
Din yeh kureda hai
Gutthi yeh kholi hai
Tumne humne..

Rummani sa, rumaani si
Tu aur main, main aur tu
Rummani sa, rumaani si
Dil aur har justuju

Aaha aaha, aaha aaha
Aaha aaha, aaha aaha..

Waadon ke khule baste
Mehange daam pe saste
Milte hain jahaan humko
Woh hain ishq ke raste..

Wahaan dopeharon se
Hasti karari si
Dhoop utaarenge
Tu jo keh de..

Rummani sa, rumaani si
Tu aur main, main aur tu
Rummani sa, rumaani si
Dil aur har justuju

Naa hoga ke kitaabon mein
Chhapegi teri meri kahaani
Haan kishton mein suna denge
Yeh qissa teri meri zubaani

Tooti phooti, sacchi jhooti
Teri meri daastaan..
Auron se kya lena dena
Denge khudko bataa..

Rummani sa, rumaani si
Tu aur main, main aur tu
Rummani sa, rumaani si
Dil aur har justuju

Rummani sa (amm hmm..) rumaani si (oho..)
Rummani sa (amm hmm..) rumaani si (oho..)
Rummani sa (amm hmm..) rumaani si
No comments

No comments :

Post a Comment

Leave your feedback