Collection New and Old Hindi Songs Lyrics from Bollywood Movies, New and Old Bengali Songs Lyrics from Bengali Movies, Hindi Songs Lyrics in Hindi Font, Bangla Songs Lyrics in Bangla Font. www.songslyricworld.com

Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyu Hua, Jab Hua, Tab Hua

Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyu Hua, Jab Hua, Tab Hua By R D Burman,Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Video of the song from Youtube :
Song Title: Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyu Hua, Jab Hua, Tab Hua
Film: Amar Prem
Singer: Kishore Kumar
Music: R D Burman
Lyric: Anand Bakshi
Cast: Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Vinod Mehra, Sujit Kumar, Om Parkesh, Bindu, Farida Jalal, Satyen Kappu, Manmohan, Moolchand, Asit Sen, Raju Shreshta, Madan Puri, Naaz, Rakesh Pandey, Birbal

Ye Kya Hua, Kaise Hua, Kab Hua, Kyu Hua, Jab Hua, Tab Hua

ye kya hua, kaise hua, kab hua
ab kya sunae

ye kya hua, kaise hua, kab hua,
kyu hua, jab hua, tab hua
o chhodo, ye na socho
hooo ye kya hua, kaise hua, kab hua,
kyu hua, jab hua, tab hua
o chhodo, ye na socho
hooo ye kya hua

ham kyu shikva kare jhutha, kya hua jo dil tuta
ham kyu shikva kare jhutha, kya hua jo dil tuta
shishe ka khilona tha, kuchh na kuchh to hona tha, hua
ye kya hua, kaise hua, kab hua,
kyu hua, jab hua, tab hua
o chhodo, ye na socho
hooo ye kya hua, samjhe na

hamne jo, dekha tha suna tha, kya batae vo kya tha
hamne jo, dekha tha suna tha, kya batae vo kya tha
sapna salona tha, khatam to hona tha, hua
ye kya hua, kaise hua, kab hua,
kyu hua, jab hua, tab hua
o chhodo, ye na socho
hooo ye kya hua

ae dil, chal pikar jhume, inhi galiyo me ghume
ae dil, chal pikar jhume, inhi galiyo me ghume
yaha tujhe khona tha, badnam hona tha, hua
ye kya hua, kaise hua, kab hua,
kyu hua, jab hua, tab hua
o chhodo, ye na socho
hooo ye kya hua
No comments

No comments :

Post a Comment

Leave your feedback